Pages

"Bhige Hoth Tere, Pyasa Dil Ye Mera"


Once an engineer was forced to sit in arts class..
Then the class was like..
.
Tharki Teacher:"Prasan
g sahit vyakhya karo:
"Bhige Hoth
Tere, Pyasa Dil Ye Mera"
.
.
Engineer Student:"Ye line bollywod ke prasidhkavi,'Sant Shri imraan Hashmi' ji ki rachna 'Murder' ki prasidh kavita..
.
"Bhige Hoth Tere"se li gayi hai.
Is kavita me kavi jab Devi Mallika ko
nachte hue dekhtey hai,
.
to unka sabra tut jaata hai aur wo kehte hai..
.
.
"Hey Devi... jis tarha tumharey hotho ke andar ka jal tumhari pyas bhuja raha hai,
.
usi tarha main bhi usi jal se apni
pyaas bhujana chahta hun"
.
.
in lines se humko kavi ke kaminey,
evam ashleel hone ka ehsas hota
hai..
.
Kavi ke bhav saral evam spasht roop se tharki hai..
Unhone bahut kathor bhavo ko,
badi saralta se apni rachna me Sanjoya hai..:p:O

No comments:

Post a Comment